main wohi darpan wahi MP3 Song
About main wohi darpan wahi MP3 Song
This archive page brings together results connected with main wohi darpan wahi, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.
Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ main wohi darpan wahiCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Main Wohi Darpan Wahi Category / Artist: Aarti Mukherjee | ↧ Save As |
Main Wohi Darpan Wahi Song Lyrics
Movie/album = Geet Gaata Chal (1975)
Singers = Aarti Mukherji
Song Lyricists = Ravindra Jain
Music Director = Ravindra Jain
Director = Hiren Nag
Mp3 Song Lyrics
((Mai wahi darpan wahi
Mai wahi darpan wahi
Naa jaane ye kyaa ho gayaa
Ki sab kuchh laage naya naya
Ki sab kuchh laage naya naya
Mai wahi darpan wahi...
Ik jaadu ki chhadi
Tan mann pe padi
Ik jaadu ki chhadi
Tan mann pe padi
Mai jahaa ki reh
Gayi wahi pe khadi
Ghar wahi aangan wahi
Mera ghar wahi aangan wahi
Naa jaane ye kyaa ho gayaa
Ki sab kuchh laage naya naya
Ki sab kuchh laage naya naya
Mai wahi darpan wahi...
Kahi dur papihaa
Bole piyaa piyaa
Kahi dur papihaa
Bole piyaa piyaa
Ud jaane ko bekal
Hai mora jiyaa
Dil wahi dhadakan wahi
Re mera dil wahi
Dhadakan wahi
Naa jaane ye kyaa ho gayaa
Ki sab kuchh laage naya naya
Ki sab kuchh laage naya naya
Ki sab kuchh laage naya naya...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
Main Wohi Darpan Wahi Video Song
Related Albums
Related Songs
Browse this topic: main wohi darpan wahi MP3 songs, main wohi darpan wahi lyrics, related albums and music archive results.


