Mere Bechain Dil Ko Chain MP3 Song
Listen to Mere Bechain Dil Ko Chain from Aamne Saamne 1967. Use the player below to listen online or the available download link.
| Song | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| Mere Bechain Dil Ko Chain Category / Artist: Mohammad Rafi | Save As |
Mere Bechain Dil Ko Chain Song Lyrics
Song Lyrics : Mere Bechain Dil Ko Chain Tune Diya
Song Lyrics Movie or Album: Aamne Saamne (1967)
Singer(s): Mohammad Rafi
Music Director(s): Kalyanji-Anandji
Lyricist(s): Anand Bakshi
Lyrics
o (mere bechain dil ko chain tune diya -2)
shukriya shukriya, o shukriya shukriya
o (tera ehsaan jo pyaar tune kiya -2)
shukriya shukriya, o shukriya shukriya
kabhi khaabon mein maine aa aake, teri nind churaayi raaton mein
kabhi uljhaaya kabhi suljhaaya, (teri julfon ko mulaakaaton mein -2)
ho (meri gustaakhiyon ko tune maaf liya -2)
shukriya shukriya, o shukriya shukriya
har waqt samaayi rehati thi, maayusi meri nigaahon mein
main bhatak jaata, main behek jaata, (gir jaata main inn raahon mein -2)
o (mere saathi mujhe tune thaam liya - 2)
shukriya shukriya, o shukriya shukriya
maujon ne teri hi baatein ki, taaron ne tera hi naam liya
jab gulshan se huwa tera gujar, (phulon ne bhi daaman thaam liya -2)
o tune jaanejahaan dil mujhako diya - (2)