mere desh mein MP3 Song
About mere desh mein MP3 Song
mere desh mein is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.
MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ mere desh meinCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Mere Desh Mein Category / Artist: Mohammad Rafi | ↧ Save As |
Mere Desh Mein Song Lyrics
Song Lyrics Movie = Jigri Dost (1969)
Singer = Mohammed Rafi
Music Director = Laxmikant Kudalkar
Lyricist = Anand Bakshi
Mp3 Song Lyrics
((mere desh me ho mere desh me
mere desh me pawan chale purwai, ho mere desh me
mere desh ko dekhe bhai sari dunia aayi
mere desh me ho mere desh me
mere desh me pawan chale purwai, ho mere desh
me...
jhil mil jhil mil tara chamke, dag mag dag mag
naiya dole
rim jhim badal barse rama ho, gungun gungun
bhawre jhume
jhar jhar jharne jhume, cham cham payal baje rama
ho
he gaiya nache bansuri bajaye re kanayi
mere desh me ho mere desh me
mere desh me pawan chale purwai, ho mere desh
me...
jiwan apna sundar sapna, kaun paraya kaun hai
apna
pyar sabhi ka apne dil me ho, har ek rang ke phul
hai khilte
har majhab ke log hai milte, is bagiya me is
mahfil me ho
he hum sare hai bharat wasi, sab hai bhai bhai
mere desh me ho mere desh me
mere desh me pawan chale purwai, ho mere desh
me...
ambua ki dali pe koyal, git sunaye komal komal
mere bag ki kaliyo ke ho, patjhad mast baharo
jaise
pathar bhi hai taro jaise, mere gaw ki galiyo ke
mere khet ki mitti ne, sone ki surat payi
mere desh me ho mere desh me
mere desh me pawan chale purwai, ho mere desh me
mere desh ko dekhe bhai sari dunia aayi
mere desh me ho mere desh me
mere desh me pawan chale purwai, ho mere desh
me...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
Mere Desh Mein Video Song
Browse this topic: mere desh mein MP3 songs, mere desh mein lyrics, related albums and music archive results.

