mubarak eid mubaarak MP3 Song
About mubarak eid mubaarak MP3 Song
mubarak eid mubaarak is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.
MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ mubarak eid mubaarakCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Mubarak Eid Mubaarak Category / Artist: Arvinder Singh | ↧ Save As |
Mubarak Eid Mubaarak Song Lyrics
Movie / Album : Tumko Na Bhool Paayenge (2002)
Singer(s): Arvinder Singh, Sonu Nigam
Cast: Diya Mirza, Salman Khan, Sushmita Sen
Music Director: Sajid-wajid
Director: Pankuj Parashar
Producer: Gordhan Tanwani
Lyrics: Salim Bijnauri, Jalees Rashid, Jalees Sherwani, Sudhakar Sharma
Year: 2001
--MALE 1--
Assalaam alaikum assalaam
Eid ka hai yaaron yeh payaam
Hoye, assalaam alaikum assalaam
Eid ka hai yaaron yeh payaam
Yeh Eid ka tyohaar hai, khushiyon ka hai tyohaar - 2
Na tera hai na mera hai yeh sab ka hai tyohaar
Yeh pyaar ka paigaam hai yeh pyaar ka paigaam
Mubaarak Eid mubaarak, mubaarak Eid mubaarak - 2
(Chaahe voh rehman ho ya bhai apna ram
Hindu Muslim Sikh Isaai, sab ko hai salaam) - 2
--FEMALE--
Bas pyaar hi aaghaaz ho aur pyaar hi anjaam
Khushiyon ke is mausam ki kabhi na aaye shyaam
--MALE 1--
Yeh Eid ka tyohaar hai, khushiyon ka hai tyohaar
Na tera hai na mera hai yeh sab ka hai tyohaar
Yeh pyaar ka paigaam hai yeh pyaar ka paigaam
Mubaarak Eid mubaarak, mubaarak Eid mubaarak
Hoye, mubaarak Eid mubaarak, mubaarak Eid mubaarak
Ho ho ho ho, ho ho ho ho, ho ho ho ho ho - 2
--CHORUS--
Mubaarak Eid mubaarak, sabhi ko Eid mubaarak - 2
--MALE 1--
Ho, jo bhi samjhe pyaar ko
Voh hai sab ka yaar
Pyaar nahin to kuch bhi nahin
Pyaar se hai sansaar
--MALE 2--
(Oye Eid da jappi paake yaaron
Rab da shukar manaaye) - 2
Arre tera mera chadke yaaron sabno gale lagaaye
Ke main jhooth boliya, o ke main kufer toliya
O ke main jhooth boliya, ke main kufer toliya - 2
--FEMALE--
Yeh Eid ka tyohaar hai, khushiyon ka hai tyohaar
Na tera hai na mera hai yeh sab ka hai tyohaar
--MALE 1--
Yeh pyaar ka paigaam hai yeh pyaar ka paigaam
Mubaarak Eid mubaarak, hoye mubaarak Eid mubaarak
--FEMALE--
Mubaarak Eid mubaarak, mubaarak Eid mubaarak
--MALE 1--
Assalaam alaikum assalaam
Eid ka hai yaaron yeh payaam
Yeh Eid ka tyohaar hai, khushiyon ka hai tyohaar
Na tera hai na mera hai yeh sab ka hai tyohaar
Yeh pyaar ka paigaam hai yeh pyaar ka paigaam
Mubaarak Eid mubaarak, mubaarak Eid mubaarak - 2
--CHORUS--
Mubaarak Eid mubaarak, sabhi ko Eid mubaarak - 2
Mubarak Eid Mubaarak Video Song
Browse this topic: mubarak eid mubaarak MP3 songs, mubarak eid mubaarak lyrics, related albums and music archive results.


