logo
Mujhe Jab Jab Bahaaron Ka MP3 SONG

Mujhe Jab Jab Bahaaron Ka MP3 Song

Listen to Mujhe Jab Jab Bahaaron Ka from Khandan 1965. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Mujhe Jab Jab Bahaaron Ka Category / Artist: Mohammad Rafi Save As

Mujhe Jab Jab Bahaaron Ka Song Lyrics

    Song Lyrics = Mujhe Jab Jab Bahaaron Ka
Movie/Album = Khandan 1965
Singer(s) = Mohammed Rafi
Music Director(s) = Ravi
Lyricist(s) = Rajendar Krishan

Mp3 Song Lyrics

mujhe jab jab bahaaron ka jamaana yaad aayega
kahin aapna bhi tha ek aashiyaana yaad aayega
(kal chaman tha aaj ek sehra huwa
dekhate hi dekhate yeh kya huwa) - (2)
kal chaman tha

mujhko barbaadi ka koyi ghum nahi - (2)
ghum hai barbaadi kyun charcha huwa
kal chaman tha aaj ek sehra huwa
dekhate hi dekhate yeh kya huwa, kal chaman tha

ek chhota sa tha mera aashiyaa - (2)
aaj tinake se alag tinaka huwa
kal chaman tha aaj ek sehra huwa
dekhate hi dekhate yeh kya huwa, kal chaman tha

sochata hu apane ghar ko dekh kar - (2)
ho na ho yeh hai mera dekha huwa
kal chaman tha aaj ek sehra huwa
dekhate hi dekhate yeh kya huwa, kal chaman tha

dekhane waalo ne dekha hai dhunwa - (2)
kisane dekha dil mera jalata huwa
kal chaman tha aaj ek sehra huwa
dekhate hi dekhate yeh kya huwa, kal chaman tha..

Posted By : {Anamika Tyagi}

Mujhe Jab Jab Bahaaron Ka Video Song

Video is not currently available for this track.

download mp3 song

download mp3 song

Explore: Mujhe Jab Jab Bahaaron Ka, Khandan 1965 songs, related Mohammad Rafi music and MP3 tracks.