logo

natija achha niklega MP3 Song

natija achha niklega MP3 song cover

About natija achha niklega MP3 Song

Looking for natija achha niklega? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.

MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.



Mp3 Song Download

Natija Humari Mohabbat Ka Song Lyrics

Song Title = Natija Humari Mohabbat Ka
Movie/album = Puraskar 1970
Category / Artist = Asha Bhosle
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title = Natija Humari Mohabbat Ka
Song Lyrics Movie = Puraskar (1970)
Singers =Asha Bhosle, Mukesh Chand Mathur
(Mukesh)
Song Lyricists =Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari)
Music Composer =Rahul Dev Burman
Director =Ram Kumar Bohra
Music Label =Saregama
Starring =Joy Mukherjee, Sapna, Helen, I S
Johar, Farida Jalal, Abhi
Bhattacharya, Faryal Manmohan, Bipin Gupta,
Rajan Haksar, Ram Kumar

mp3 songs

((Natija hamari mohbbat ka
Hai ye tum bhi na socho..
Ye hum bhi na soche..
Natija hamari mohbbat ka
Hai ye tum bhi na socho..
Ye hum bhi na soche..

Ye dil ka lagana bura ya bhala hai
Ye tum bhi na socho..
Ye hum bhi na soche..

Badi moqtsar hai mulakat apni..
Magar kah gaya hai dil
Har ek bat apni
Badi moqtsar hai mulakat apni..
Magar kah gaya hai dil
Har ek bat apni , haa

Yuhi kyu na gujare ye din rat apne
Haqiqat bane kyu na ghadi bhar ke sapne
Kabhi kabhi aisa bhi to hota hota raha hai
Tumhari aada ya hamari aada hai
Ye tum bhi na socho..
Ye hum bhi na soche..
Ye dil ka lagana bura ya bhala hai
Ye tum bhi na socho..
Ye hum bhi na soche..

Bhut mere dil ke karib aa gai ho
Nassa ban ke aankho pr  meri cha gai ho
Hoo…
Pta kuch nahi hai ye kya zindgi
Hai magar aisa lagta hai ki zanat yei hai..
Kabhi kabhi aisa bhi to hota raha hai
Tumhari wafa ya hamari wafa hai
Ye tum bhi na socho..
Ye hum bhi na soche..
Natija hamari mohbbat ka
Hai ye tum bhi na socho..
Ye hum bhi na soche..
Ye dil ka lagana bura ya bhala hai
Ye tum bhi na socho..
Ye hum bhi na soche..

Bhaki hui hai jab ye fizayein
Kaise na hongi akhir hamse khatayein
Bhaki hui hai jab ye fizayein
Kaise na hongi akhir hamse khatayein
Lage jhomne jab kali ghateiye
Aise mein kyu na kadam dag magaye
Hoo..
Kabhi kabhi aisa bhi to hota raha hai
Tumhari khata ya hamari khata hai
Ye tum bhi na socho..
Ye hum bhi na soche..
Ye dil ka lagana bura ya bhala hai
Ye tum bhi na socho..
Ye hum bhi na soche...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

Natija Humari Mohabbat Ka Video Song

Video is not currently available for this track.

download mp3 song

download mp3 song


Browse this topic: natija achha niklega MP3 songs, natija achha niklega lyrics, related albums and music archive results.