logo

phir tumhari yaad MP3 Song

phir tumhari yaad MP3 song cover

About phir tumhari yaad MP3 Song

Looking for phir tumhari yaad? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.

MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ phir tumhari yaadCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Phir Tumhari Yaad Aayi Category / Artist: Mohammad Rafi ↧ Save As
◉ Phir Tumhari Yaad Category / Artist: Mohammad Rafi ↧ Save As
◉ Phir Tumhari Yaad Aayi Category / Artist: Mana Dey ↧ Save As

Phir Tumhari Yaad Song Lyrics

Song Title = Phir Tumhari Yaad
Movie/album = Rustom Sohrab 1963
Category / Artist = Mohammad Rafi
Mp3 Song Lyrics
    Song Lyrics : Phir Tumhari Yaad Aayi
Song Lyrics Movie or Album: Rustom Sohrab 1963
Singer(s): Manna Dey, Saadat Khan, Mohammad Rafi

Lyrics

Phir Tumhaari Yaad Aayi Aye Sanam, Aye Sanam
ham Na Bhoolenge Tumhein, Allaah Kasam
allaah Qasam, Allaah Qasam, Allaah Qasam

manna De:
haal-e-dil Yaar Ko Likhu Kaise
haath Dil Se Juda Nahi Hota
kis Tarah Unko Bataayen Apna Gam, Aye Sanam
ham Na Bhoolenge Tumhein, Allaah Kasam

saadat Khaan:
tum Mere Dil Mein, Meri Aankhon Mein Ho
tum Mere Khwabon, Meri Aahon Mein Ho
door Rehakar Bhi Juda Honge Na Ham, Aye Sanam
ham Na Bhoolenge Tumhein, Allaah Kasam

rafi:
jabse Dekhi Surat Unki, Ham Shama Jalaana Bhool Gaye
ruksaar Ki Surkhi Kya Kahiye, Phoolon Ka Fasaana Bhool Gaye
bas Itni Kahaani Hai Apni, Jab Aankh Mili Behosh Hue
daaman Se Hawa Tum Kar Na Sake, Ham Hosh Mein Aana Bhool Gaye
kitne Pyare Hain Mohabbat Ke Sitam, Aye Sanam

kya Lutf Aa Raha Tha - 3, Dilbar Ki Dillagi Se
nazarein Bhi Thi Mujhi Par, Parda Bhi Tha Mujhi Se
kya Haseen Tasveer Thee, Allaah Kasam, Aye Sanam
ham Na Bhoolenge Tumhein, Allaah Kasam
allaah Kasam, Allaah Kasam, Allaah Kasam

Phir Tumhari Yaad Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: phir tumhari yaad MP3 songs, phir tumhari yaad lyrics, related albums and music archive results.