pyar bhara khat 2006 MP3 Song
About pyar bhara khat 2006 MP3 Song
This archive page brings together results connected with pyar bhara khat 2006, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.
This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ pyar bhara khat 2006Category / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Pyar Bhara Khat 2006 Category / Artist: Abhijeet Sawant | ↧ Save As |
Pyar Bhara Khat 2006 Song Lyrics
Song Lyrics Movie : Rehguzar (2006)
Singers: Abhijeet Bhattacharya
Song Lyricists: Nusrat Badr
Music Composer: Aadesh Shrivastava
Music Director: Aadesh Shrivastava
Director: Faruq Masudi
Music Label: Times
Starring: Jimmy Shergill, Saloni Aswani, Rakesh Bedi
Release : 17th November, 2006
mp3 songs
Pyaar bhara ek khat aaya hain, jisme ghar kee khushbu hain
Pyaar bhara ek khat aaya hain, jisme ghar kee khushbu hain
Padhate padhate bhigee palake, padhate padhate bhigee palake
Aankhon se chhalka aansu hain, aansu hain
Pyaar bhara ek khat aaya hain, jisme ghar kee khushbu hain
Iss bar piya tum naa aana, yeh gham ham tum seh lenge
Iss bar piya tum naa aana, yeh gham ham tum seh lenge
Kuchh paise bach jaayenge, kuchh paise bach jaayenge
Bititya ke jewar le lenge
Likhte likhte aankh bhar aayee, likhte likhte aankh bhar aayee
Dil pe kiska kaabu hain, kaabu hain
Pyaar bhara ek khat aaya hain, jisme ghar kee khushbu hain
Budhee maa kee budhee aankhe, dekhe yeh ghar kaa har kona
Budhee maa kee budhee aankhe, dekhe yeh ghar kaa har kona
Bete kee thaalee roj parose, bete kee thaalee roj parose
Jaane kis din ho aana
Pal pal maa kaa dil rota hain, pal pal maa kaa dil rota hain
Mamata toh bekaabu hain, bekaabu hain
Pyaar bhara ek khat aaya hain, jisme ghar kee khushbu hain
Woh pipal kee chhaanv ghaneree, duwaao jaisa apna gaanv
Woh pipal kee chhaanv ghaneree, duwaao jaisa apna gaanv
Tumko pukaare gaanv kee galiya, tumko pukaare gaanv kee galiya
Mehakte saare phul aur kaliya
Birah kee raate katt jaayegee, hone ko roshan jugnu hain, jugnu hain
Pyaar bhara ek khat aaya hain, jisme ghar kee khushbu hain
Padhate padhate bhigee palake, padhate padhate bhigee palake
Aankhon se chhalka aansu hain, aansu hain
Pyaar bhara ek khat aaya hain, jisme ghar kee khushbu hain.
Posted by: Priya sharma
Pyar Bhara Khat 2006 Video Song
Related Albums
Related Songs
Browse this topic: pyar bhara khat 2006 MP3 songs, pyar bhara khat 2006 lyrics, related albums and music archive results.


