logo

sharabi kahta hai mujhko MP3 Song

sharabi kahta hai mujhko MP3 song cover

About sharabi kahta hai mujhko MP3 Song

Looking for sharabi kahta hai mujhko? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.

MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ sharabi kahta hai mujhkoCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Sharabi Kahta Hai Mujhko Category / Artist: Nitin Mukesh ↧ Save As

Sharabi Kahta Hai Mujhko Song Lyrics

Song Title = Sharabi Kahta Hai Mujhko
Movie/album = Do Jhoot 1975
Category / Artist = Nitin Mukesh
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title : Sharabi Kahta Hai Mujhko
Song Lyrics Movie : Do Jhoot (1975)
Singer : Nitin Mukesh, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Music By : Shankar Jaikishan
Lyricist : Varma Malik

mp3 songs

na mujhko hichki aayi na pav mera fisla
arey arey arey arey 
na mujhko hichki aayi na pav mera fisla
sharabi kahta hai mujhko zamana hai bada pagla
sharabi kahta hai mujhko zamana hai bada pagla
zamana hai bada pagla, kya baba
na mujhko hichki aayi na pav mera fisla
sharabi kahta hai mujhko zamana hai bada pagla
sharabi kahta hai mujhko zamana hai bada pagla

garibo ne pi dhan walo ne pi hai
ye bhudo ne pi jawano ne pi hai
zamano se ye to zamano ne pi hai
ho karte ho pike do ghunt hangama
dikhate ho tum ye naya karnama
ho mama ho mama ho mama
ab chhod do ye darama
hey aira gaira to isko pine se darta hai
arey koi kaleje wala hi ye pyala bharta hai
mai bhar ke zam duniya se ha
mai bhar ke zam duniya se pyar karne nikla
sharabi kahta hai mujhko zamana hai bada pagla
sharabi kahta hai mujhko zamana hai bada pagla

tumhe dekh kar humko aati sharam hai
zara socho kaisa tumhara karam hai
na iman tum me na koi dharam hai
dharam kya hai bolo ye iman kya hai
agar hum na mane to bhagwan kya hai
jo pita nahi hai wo insan kya hai
mere sine me ek aag ka dariya basa hai
har roz mera dil sholo se hi khela karta hai
maine to dil jala ke,
maine to dil jala ke jivan ka rang badla
sharabi kahta hai mujhko zamana hai bada pagla
sharabi kahta hai mujhko zamana hai bada pagla

bhala aag dil me ye kisne lagai
kaho kisne nindiya tumhari udai
ye khud hath se tumne duniya lutai
jivan ke jab sathi hi chhut jaye
jis ghar ko ghar wale hi lut jaye
jine ke sab aashre tut jaye
koi bhi sahara rahe jab na baki
ye sukh me bhi sathi ye dukh me bhi sathi
jisko gale lagaya,
jisko gale lagaya kanto ka har nikla
sharabi kahta hai mujhko zamana hai bada pagla
sharabi kahta hai mujhko zamana hai bada pagla

Posted by: {Anju}

Sharabi Kahta Hai Mujhko Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: sharabi kahta hai mujhko MP3 songs, sharabi kahta hai mujhko lyrics, related albums and music archive results.