logo

tarif kya karoon MP3 Song

tarif kya karoon MP3 song cover

About tarif kya karoon MP3 Song

Looking for tarif kya karoon? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.

This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ tarif kya karoonCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Tarif Kya Karoon Category / Artist: Mohammad Rafi ↧ Save As

Tarif Kya Karoon Song Lyrics

Song Title = Tarif Kya Karoon
Movie/album = Brahmachari 1968
Category / Artist = Mohammad Rafi
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title : Tarif Kya Karoon
Song Lyrics Movie : Brahmachari 1968
Singers : Mohammed Rafi
Song Lyricists : Hasrat Jaipuri
Music Composer : Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Director : Bhappi Sonie
Music Label : Saregama
Starring : Shammi Kapoor, Rajshree, Pran, Mumtaz
Release on : 26th April, 1968

mp3 songs

Tu bemisaal hai
Teri taareef kyaa karoon
Mastaanaa chaal hai teri
Taareef kyaa karoon
Aankhon se pi rahaa hoon
Mujhe hosh hi nahin
Tu bemisaal hai
Teri taareef kyaa karoon

Aankhon mein nasheela kaajal hai
Chehre pe hayaa ki laali hai
Phoolon ki mehak hai baalon mein
Phoolon ki mehak hai baalon mein
Har ek adaa matwaali hai
Tu bemisaal hai
Teri taareef kyaa karoon
Mastaanaa chaal hai
Teri taareef kyaa karoon
Aankhon se pea rahaa hoon
Mujhe hosh hi nahin
Tu bemisaal hai
Teri taareef kyaa karoon

Zulfon ko agar dekhe saawan
Saawan ko paseenaa aa jaaye
Gaalon ko agar dekhe bijli
Gaalon ko agar dekhe bijli
Baadal mein sharam se chhup jaaye
Tu bemisaal hai
Teri taareef kyaa karoon
Mastaanaa chaal hai teri
Taareef kyaa karoon
Aankhon se pi rahaa hoon
Mujhe hosh hi nahin
Tu bemisaal hai
Teri taareef kyaa karoon

Tu shokh hawaa hai gulshan ki
Daaman se lipatne aayi hai
Imaan jo le le duniya kaa
Imaan jo le le duniya kaa
Qaatil wo teri angdaayi hai
Tu bemisaal hai
Teri taareef kyaa karoon
Mastaanaa chaal hai teri
Taareef kyaa karoon
Aankhon se pi rahaa hoon
Mujhe hosh hi nahin
Tu bemisaal hai..

Posted by : {Anamika Tyagi}

Tarif Kya Karoon Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: tarif kya karoon MP3 songs, tarif kya karoon lyrics, related albums and music archive results.