logo

thukra rahi hai duniya MP3 Song

thukra rahi hai duniya MP3 song cover

About thukra rahi hai duniya MP3 Song

thukra rahi hai duniya is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.

MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ thukra rahi hai duniyaCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Thukra Rahi Hai Duniya Category / Artist: K L Sehgal ↧ Save As

Thukra Rahi Hai Duniya Song Lyrics

Song Title = Thukra Rahi Hai Duniya
Movie/album = Bhanwar 1976
Category / Artist = K L Sehgal
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title : Thukra Rahi Hai Duniya
Song Lyrics Movie : Bhanwara (1976)
Singer-K L Saigal, Dilip Dholakiya
Lyrics-Kidar Sharma
MD-Khemchand Prakash

mp3 songs

Thukraa rahi hai duniyaa
ham hain ki so rahe hain
barbaad ho chuke thhe
barbaad ho rahe hain
thukraa rahi hai duniyaa
ham hain ki so rahe hain
barbaad ho chuke thhey
barbaad ho rahe hain

sahmi huyin hain dekho
is baag ki bahaaren
sahmi huyin hain dekho
is baag ki bahaaren
phoolon ko raund kar ham
phoolon ko raund kar ham
kaanton ko bo rahe hain
thukraa rahi hai duniyaa
ham hain ki so rahe hain
thukraa rahi hai duniyaa
ham hain ki so rahe hain
barbaad ho chuke thhey
barbaad ho rahe hain
thukraa rahi hai duniyaa
ham hain ki so rahe hain

ye waqt hai ki mil kar
bigdi huyi banaalen
ye waqt hai ki mil kar
bigdi huyi banaalen
ye waqt keemti ham
ye waqt keemti ham
jhagadon mein kho rahe hain
thukraa rahi hai duniyaa
ham hain ki so rahe hain
thukraa rahi hai duniyaa
ham hain ki so rahe hain
barbaad ho chuke thhey
barbaad ho rahe hain
thukraa rahi hai duniyaa
ham hain ki so rahe hain

gairon se na shiqaayat
gairon se na gilaa hai
gairon se na shiqaayat
gairon se na gilaa hai
Hindostaan ki naanv
Hindostaan ki naanv
Hindi dabo rahe hain
thukraa rahi hai duniyaa
ham hain ki so rahe hain
thukraa rahi hai duniyaa
ham hain ki so rahe hain
barbaad ho chuke thhey
barbaad ho rahe hain
thukraa rahi hai duniyaa
ham hain ki so rahe hain
thukraa rahi hai duniyaa
ham hain ki so rahe hain

Thukra Rahi Hai Duniya Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: thukra rahi hai duniya MP3 songs, thukra rahi hai duniya lyrics, related albums and music archive results.