logo

tumse bhi jyada tumse pyaar kiya MP3 Song

tumse bhi jyada tumse pyaar kiya MP3 song cover

About tumse bhi jyada tumse pyaar kiya MP3 Song

Looking for tumse bhi jyada tumse pyaar kiya? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.

This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ tumse bhi jyada tumse pyaar kiyaCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Tumse bhi jyada tumse pyaar kiya Category / Artist: Content Removed ↧ Save As

Tumse bhi jyada tumse pyaar kiya Song Lyrics

Song Title = Tumse bhi jyada tumse pyaar kiya
Movie/album = Tadap 2021
Category / Artist = Content Removed
Mp3 Song Lyrics
Song Title = Tumse bhi jyada tumse pyaar kiya
Movie/album = Tadap 2021
Singers = Arijit Singh, Pritam Chakraborty

Mp3 Song Lyrics

Hmmm m... Hmmm
Mohabbat Mein Yun Hadd Ko Paar Kiya
Mohabbat Mein Yun Hadd Ko Paar Kiya
Tumse Bhi Zyada Tumse Pyar Kiya
Tumse Bhi Jyada Tumse Pyar Kiya

Dard Ki Hadon Ko Bhi Paar Kiya
Dard Ki Hadon Ko Bhi Paar Kiya
Tumse Bhi Zyada Tumse Pyar Kiya
Ho Tumse Bhi Jyada Tumse Pyar Kiya

Tu Meri Thi Meri Hai
Agar Khabar Aa Jaaye
Besabre Se Dil Ko
Bewaqt Sabar Aa Jaaye

Khushi Deke Tumko Gham Udhar Liya
Khushi Deke Tumko Gham Udhar Liya
Tumse Bhi Zyada Tumse Pyar Kiya
Ho Tumse Bhi Jyada Tumse Pyar Kiya

Ho Ho Ho Ho

Ho Yeh Tadap Kaisi Hai
Yeh Jalan Hai Kaisi
Halanki Dono Mein
Hai Wafa Pehle Si

Jo Rang Tera Hai
Woh Rang Hai Mera
Kuchh Main Tere Jaisa
Kuchh Tu Mere Jaisi

Judai Ne Humko Ik Saar Kiya
Judai Ne Humko Ik Saar Kiya
Tumse Bhi Zyada Tumse Pyar Kiya
Ho Tumse Bhi Jyada Tumse Pyar Kiya

Mohabbat Mein Yun Hadd Ko Paar Kiya
Mohabbat Mein Yun Hadd Ko Paar Kiya
Ho Tumse Bhi Zyada Tumse Pyar Kiya
Ho Tumse Bhi Jyada Tumse Pyar Kiya

Hmmm.. Aa Gale Mil Phir Se
Phir Zara Chain Aaye
Ho Mere Honthon Pe
Phir Tere Hi Saaye

Bin Tere Jeena Bhi
Maut Hi Lagta Hai
Ya Tu Aa Jaaye
Ya Saans Bhi Na Aaye

Duaon Mein Aisa Izhaar Kiya
Duaon Mein Aisa Izhaar Kiya
Tumse Bhi Zyada Tumse Pyar Kiya
Ho Tumse Bhi Jyada Tumse Pyar Kiya

Mohabbat Mein Yun Hadd Ko Paar Kiya
Mohabbat Mein Yun Hadd Ko Paar Kiya
Tumse Bhi Zyada Tumse Pyar Kiya
Ho Tumse Bhi Jyada Tumse Pyar Kiya

Ho Ho Ho Ho Ho…

Tumse bhi jyada tumse pyaar kiya Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: tumse bhi jyada tumse pyaar kiya MP3 songs, tumse bhi jyada tumse pyaar kiya lyrics, related albums and music archive results.