us bewafa ki yaad me MP3 Song
About us bewafa ki yaad me MP3 Song
Looking for us bewafa ki yaad me? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.
Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ us bewafa ki yaad meCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Us Bewafa Ki Yaad Me Category / Artist: Agam Nigam | ↧ Save As |
Us Bewafa Ki Yaad Me Song Lyrics
Song Lyrics Movie or Album: Woh Bewafa 2009
Singer(s): Agam Kumar Nigam
Music Director(s): Nikhil
Lyricist(s): Praveen Bharadwaj
Lyrics
uss bewafa ki yaad mein mar mar ke ji raha hoon - (2)
main hoon nahi sharaabi dar dar ke pi raha hoon
behlaau kaise dil ko, jab ghum ho behisaab
achchi ho ya kharaab, sab kuchh hai abb sharaab - (2)
uss bewafa ki yaad mein mar mar ke ji raha hoon
main hoon nahi sharaabi dar dar ke pi raha hoon
thoda pi leta hoon, thoda ji leta hoon
dil ke inn jakhmon ko thoda si leta hoon
kal mila tha unase yuun hi bas raahon mein
woh bahot hi khush thi gair ki baahon mein
jakhmon se bar bhari hai abb dil ki yeh kitaab
achchi ho ya kharaab, sab kuchh hai abb sharaab - (2)
jindagi mushkil hai ji raha hoon phir bhi
sab mana karate hai pi raha hoon phir bhi
jab kabhi bhule se nind aa jaati hai
woh mere khwaabon mein phir se chha jaati hai
duniya sawaal puchhe kis kisko main du jawaab
achchi ho ya kharaab, sab kuchh hai abb sharaab - (2)
uss bewafa ki yaad mein mar mar ke ji raha hoon
main hoon nahi sharaabi dar dar ke pi raha hoon
behlaau kaise dil ko, jab ghum ho behisaab
achchi ho ya kharaab, sab kuchh hai abb sharaab - (3)
Posted by : {Anamika Tyagi}
Us Bewafa Ki Yaad Me Video Song
Related Albums
Related Songs
Browse this topic: us bewafa ki yaad me MP3 songs, us bewafa ki yaad me lyrics, related albums and music archive results.


