yaad mein teri jaag MP3 Song
About yaad mein teri jaag MP3 Song
This archive page brings together results connected with yaad mein teri jaag, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.
This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ yaad mein teri jaagCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Yaad Mein Teri Jaag Category / Artist: Mohammad Rafi | ↧ Save As |
Yaad Mein Teri Jaag Song Lyrics
Song Lyrics Movie : Mere Mehboob (1963)
Singer(s): Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
Music Director(s): Naushad
Lyricist(s): Shakeel Badayuni
mp3 songs
yaad mein teri jaag jaag ke hum, raatbhar karwate badalate hain
har ghadi dil mein teri ulfat ke dheeme dheeme charaag jalate hain
jabe tune nigaah pheri hai, din hai suna toh raat andheri hai
chaand bhi abb najar nahi aata, abb sitaarein bhi kam nikalate hain
yaad mein teri jaag jaag ke hum, raatbhar karwate badalate hai
loot gayi woh bahaar ki mehfil, chhoot gayi hamse pyaar ki manjil
jindagi ki udaas raaho mein teri yaadon ke saath chalate hain
yaad mein teri jaag jaag ke hum, raatbhar karwate badalate hain
tujhko paakar hame bahaar mili, tujhse chutkar magar yeh baat khuli
baagbaan bhi chaman ke phulon ko, apani pairon se khud masalate hain
yaad mein teri jaag jaag ke hum, raatbhar karwate badalate hain
kya kahe tujhse kyun huyi duri, hum samajhate hai apani majboori
tujhko maalum kya ke tere liye, dil ke ghum aansuo mein dhalate hai
yaad mein teri jaag jaag ke hum, raatbhar karwate badalate hain
har ghadi dil mein teri ulfat ke dheeme dheeme charaag jalate hain
Yaad Mein Teri Jaag Video Song
Browse this topic: yaad mein teri jaag MP3 songs, yaad mein teri jaag lyrics, related albums and music archive results.


