ye dil nahi hai MP3 Song
About ye dil nahi hai MP3 Song
Looking for ye dil nahi hai? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.
MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ ye dil nahi haiCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Ye dil nahi hai Category / Artist: Mohammad Rafi | ↧ Save As | |
| ◉ Ye dil nahi hai Category / Artist: XYZ | ↧ Save As |
Ye dil nahi hai Song Lyrics
Song Lyrics Movie : Aabroo 1968
Singers : Mohammed Rafi
Song Lyricists : G.L. Rawal
Music Composer : Master Sonik, Om Prakash Sonik
Director : C.L. Rawal
Music Label : Saregama
Starring : Ashok Kumar, Nirupa Roy
Release on : 20th October, 1968
mp3 songs
Ye dil nahi ki jiske sahaare jite hain
Ye dil nahi ki jiske sahaare jite hain
Lahu ka jaam hai jo subaho shaam pite hain
Ye dil nahi hai
Chhupaaya laakh magar ishq nahin chupta
Chhupaaya laakh magar ishq nahin chupta
Yun ashq aankh mein aaya huwa nahi rukta
Ki aag lagti hai ki aag lagti hai jab aansuo ko pite hain
Lahu ka jaam hai jo subaho shaam pite hain
Ye dil nahi hai
Tadap tadap ke nikalenge dil ke aramaan ham
Tadap tadap ke nikalenge dil ke aramaan ham
Karenge ranj se paida kushi ke samaan ham
Ki gamon ki nok se ki gamon ki nok se dil ke zakham site hain
Lahu ka jaam hai jo subaho shaam pite hain
Ye dil nahi hai
Kabhi karaar na aayega humko jine se
Kabhi karaar na aayega humko jine se
Ilaaj zeher ka hota hai zeher pine se
Ki sar pe maut ka ki sar pe maut ka saaya hai phir bhi jite hain
Lahu ka jaam hai jo subaho shaam pite hain
Ye dil nahi ki jiske sahaare jite hain
Ye dil nahi ki jiske sahaare jite hain..
Posted by : {Anamika Tyagi}
Ye dil nahi hai Video Song
Browse this topic: ye dil nahi hai MP3 songs, ye dil nahi hai lyrics, related albums and music archive results.


