ye dil nahi ki MP3 Song
About ye dil nahi ki MP3 Song
ye dil nahi ki is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.
This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ ye dil nahi kiCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Ye Dil Nahi Ki Category / Artist: Mohammad Rafi | ↧ Save As |
Ye Dil Nahi Ki Song Lyrics
Song Lyrics Movie or Album : Aabroo 1968
Singer(s): Mohammad Rafi
Lyrics
ye dil nahi ki jiske sahaare jite hain
lahu ka jaam hai jo subaho shaam pite hain
ye dil nahi hai......
chhupaaya laakh magar ishq nahin chupta
yuun ashq aankh mein aaya huwa nahi rukta
ki aag lagti hai jab aansuo ko pite hain
lahu ka jaam hai......
tadap-tadap ke nikalenge dil ke aramaan ham
karenge ranj se paida kushi ke samaan ham
ki gamon ki nok se dil ke zakham site hain
lahu ka jaam hai......
kabhi karaar na aayega humko jine se
ilaaj zeher ka hota hai zeher pine se
ki sar pe maut ka saaya hai phir bhi jite hain
lahu kaa jaam hai.......
Posted by : {Anamika Tyagi}
Ye Dil Nahi Ki Video Song
Browse this topic: ye dil nahi ki MP3 songs, ye dil nahi ki lyrics, related albums and music archive results.


