logo

ye khamoshiyan ye tanahaiyan MP3 Song

ye khamoshiyan ye tanahaiyan MP3 song cover

About ye khamoshiyan ye tanahaiyan MP3 Song

ye khamoshiyan ye tanahaiyan is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.

MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ ye khamoshiyan ye tanahaiyanCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Ye Khamoshiyan Ye Tanahaiyan Category / Artist: Mohammad Rafi ↧ Save As

Ye Khamoshiyan Ye Tanahaiyan Song Lyrics

Song Title = Ye Khamoshiyan Ye Tanahaiyan
Movie/album = Yeh Rastey Hain Pyar Ke 1963
Category / Artist = Mohammad Rafi
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title  = Ye Khamoshiyan Ye Tanahaiyan
Song Lyrics Movie  = Yeh Rastey Hain Pyar Ke 1963
Singer = Mohammed Rafi, Asha Bhosle    
Music Director = Ravi    
Song Lyricists = Rajinder Krishan    

Mp3 Song Lyrics

ye khamoshiya ye tanhaiya, mohabbat ki duniya hai kitni jawan
ye khamoshiya ye tanhaiya, mohabbat ki duniya hai kitni jawan
ye khamoshiya ye tanhaiya

ye sardi ka mausam badan kaanpe thar thar
ye sardi ka mausam badan kaanpe thar thar
ye hai barf ke dher ya sangemarmar
bana le na kyo apni jannat yaha
ye khamoshiya ye tanhaiya, mohabbat ki duniya hai kitni jawan
ye khamoshiya ye tanhaiya

ye unche pahado ke magrur saye
ye kahate hai unko najar to milaye
ye kahate hai unko najar to milaye
farishte bhi hai is jagah bejuban
ye khamoshiya ye tanhaiya, mohabbat ki duniya hai kitni jawan
ye khamoshiya ye tanhaiya

na parda hai koyi, na hai koyi chilman
jaha panv rakh de, hai phislan hi phislan
jaha panv rakh de, hai phislan hi phislan
kadam chhod te ja rahe hai nishan
ye khamoshiya ye tanhaiya, mohabbat ki duniya hai kitni jawan
ye khamoshiya ye tanhaiya
ye khamoshiya ye tanhaiya, mohabbat ki duniya hai kitni jawan
ye khamoshiya ye tanhaiya, ye khamoshiya ye tanhaiya

Posted by  : {Anju Verma}

Ye Khamoshiyan Ye Tanahaiyan Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: ye khamoshiyan ye tanahaiyan MP3 songs, ye khamoshiyan ye tanahaiyan lyrics, related albums and music archive results.