ye wadiyaan ye fizaye bula MP3 Song
About ye wadiyaan ye fizaye bula MP3 Song
Looking for ye wadiyaan ye fizaye bula? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.
This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ ye wadiyaan ye fizaye bulaCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Ye Wadiyaan Ye Fizaye Bula Category / Artist: Mohammad Rafi | ↧ Save As |
Ye Wadiyaan Ye Fizaye Bula Song Lyrics
Song Lyrics Movie or Album: Aaj Aur Kal 1963
Singer(s): Mohammad Rafi
Lyrics
Ye Waadiyaan Ye Fizaayein Bula Rahi Hain Tumhe - 2
khaamoshiyon Ki Sadaayein Bula Rahi Hain Tumhe
ye Waadiyaan Ye Fizaaein Bula Rahi Hain Tumhe
tumhaari Zulfon Se Khushboo Ki Bhikh Lene Ko
jhooki Jhooki Si Ghataayein Bula Rahi Hain Tumhe
khaamoshiyon Ki Sadaayein ...
haseen Champaai Pairon Ko Jabse Dekha Hai
nadi Ki Mast Adaayein Bula Rahi Hain Tumhe
khaamoshiyon Ki Sadaayein ...
mera Kaha Na Suno Dil Ki Baat To Sunlo
har Ek Dil Ki Duwaayein Bula Rahi Hain Tumhe
khaamoshiyon Ki Sadaayein Bula Rahi Hain Tumhe
ye Waadiyaan Ye Fizaayein Bula Rahi Hain Tumhe ...
Posted by : {Anamika Tyagi}
Ye Wadiyaan Ye Fizaye Bula Video Song
Browse this topic: ye wadiyaan ye fizaye bula MP3 songs, ye wadiyaan ye fizaye bula lyrics, related albums and music archive results.


