logo

yeh zulf khulkar agar MP3 Song

yeh zulf khulkar agar MP3 song cover

About yeh zulf khulkar agar MP3 Song

Looking for yeh zulf khulkar agar? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.

Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ yeh zulf khulkar agarCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Yeh Zulf Khulkar Agar Category / Artist: Mohammad Rafi ↧ Save As

Yeh Zulf Khulkar Agar Song Lyrics

Song Title = Yeh Zulf Khulkar Agar
Movie/album = Kaajal 1965
Category / Artist = Mohammad Rafi
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title = Yeh Zulf Khulkar Agar
Song Lyrics Movie = Kaajal 1965
Singer = Mohammed Rafi
Lyricist = Sahir Ludhianvi
Music Director = Ravi
Film Director = Ram Maheshwari
Film Producer = Kalpanalok

mp3 songs

ye julf agar khul ke bikhar jaaye to achchha
ye julf agar khul ke bikhar jaaye to achchha
is raat ki takadir sawar jaaye to achchha

jis tarah se thodi si tere saath kati hain
jis tarah se thodi si tere saath kati hain
baaki bhi usi tarah gujar jaaye to achchha
baaki bhi usi tarah gujar jaaye to achchha

duniya ke nigaaho me bhala kya hain, bura kya
duniya ke nigaaho me bhala kya hain, bura kya
ye bojh agar dil se utar jaaye to achchha
ye bojh agar dil se utar jaaye to achchha

waise to tumhi ne mujhe barbaad kiya hain
waise to tumhi ne mujhe barbaad kiya hain
iljaam kisi aur ke sar jaaye to achchha
ye julf agar khul ke bikhar jaaye to achchha
bikhar jaaye to achchha, bikhar jaaye to achchha.....

Posted by : {Anamika Tyagi}

Yeh Zulf Khulkar Agar Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: yeh zulf khulkar agar MP3 songs, yeh zulf khulkar agar lyrics, related albums and music archive results.