zamane ki aankhon ne MP3 Song
About zamane ki aankhon ne MP3 Song
Looking for zamane ki aankhon ne? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.
This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ zamane ki aankhon neCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Zamane Ki Aankhon Ne Category / Artist: Mohammad Rafi | ↧ Save As |
Zamane Ki Aankhon Ne Song Lyrics
Song Lyrics Movie or Album: Ek Bar Mooskura Do 1972
Singer(s): Mohammed Rafi
Music Director(s): O P Nayyar
Lyricist(s): Shamsul Huda Behari
Lyrics
nafarat se jinhe tum dekhte ho, tum marthe ho jinko thokar
kya unpe gujarthee hai dekho, ik bar kabhee ghayal hokar
jamane kee aankho ne dekha hai yaro
sada apnee duniya me aisa najara
kabhee unko phulo se puja hai sabne
kabhee jinko logo ne pattar se mara
jamane kee aankho ne, dekha hai yaro
pise na jahan tak, patthar pe mehendee
kisee bhee tarah rang, lathee nahee hai
hajaro jagah thokare kha ne le jab
koyee jindagee muskuratee nahee hai
bina khud mare, kisko jannat milee hai
bina dukh sahe kisne, jivan savara
jamane kee aankho ne, dekha hai yaro
bhavar se jo ghabarake, pichhe haten hein
dubodee hai maujon ne, unakee hee nayya
jo toofan se takarake aage bade hai
bina koyee majee, bina hee khivaiya
kabhee na kabhee tho, kahee na kahee par
humesha hee unko, mila hai kinara
jamane kee aankho ne, dekha hai yaro
yaha aadmi ko sabak dostee ka
sikhate huve jo, lahu me nahaya
masiha bana aur gandhee bana woh
hajaro dilo me, yaha ghar banaya
unhi kee banee hai, yaha yadgare
unhi ke jahan me, chumpka sitara
jamane kee aankho ne, dekha hai yaro
Zamane Ki Aankhon Ne Video Song
Browse this topic: zamane ki aankhon ne MP3 songs, zamane ki aankhon ne lyrics, related albums and music archive results.

