kabhi panghat pe aaja MP3 Song
About kabhi panghat pe aaja MP3 Song
kabhi panghat pe aaja is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.
MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ kabhi panghat pe aajaCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Kabhi Panghat Pe Aaja Category / Artist: Meena Kapoor | ↧ Save As | |
| ◉ Kabhi Panghat Pe Aaja Category / Artist: Suraiya | ↧ Save As |
Kabhi Panghat Pe Aaja Song Lyrics
Song Lyrics Movie = Pyar Ki Jeet (1948)
Singer = Suraiya, Meena Kapoor, Surinder Kaur
Lyricist = Rajendra Krishan, Qamar Jalalabadi
Music Director = Husnlal, Bhagatram
Film Director = O P Dutta
Film cast = Rehman, Suraiya, Raj Mehra,
Gope, Pratima Devi, Ram Avtar
mp3 songs
((kabhi panghat pe aa ja, kabhi panghat pe aa ja
mere sapno ke raaja aa ja, aa ja
mere sapno ke raaja aa ja, aa ja
kabhi panghat pe aa ja, kabhi panghat pe aa ja
jise chaahu main paani pila du, main paani pila du
jise chaahu main paani pila du, main paani pila du
use duniya ka sab kuchh bhula du, main sab kuchh bhula du
use duniya ka sab kuchh bhula du, main sab kuchh bhula du
tere hosh bhi ganva du
tere hosh bhi ganva du zara nain to mila ja
kabhi panghat pe aa ja, kabhi panghat pe aa ja
mere sapno ke raaja aa ja, aa ja
mere sapno ke raaja aa ja, aa ja
kabhi panghat pe aa ja, kabhi panghat pe aa ja
meri gagri se pi le jo paani, meri gagri se pi le jo paani
aa ke jaye na uski jawaani, aa ke jaye na uski jawaani
paani pine ke bahaane
paani pine ke bahaane dil ki pyas to bujha ja
kabhi panghat pe aa ja, kabhi panghat pe aa ja
mere sapno ke raaja aa ja, aa ja
mere sapno ke raaja aa ja, aa ja
kabhi panghat pe aa ja, kabhi panghat pe aa ja
tere liye main panghat pe aau, tere liye main panghat pe aau
paniya bharan ka bahana banau, paniya bharan ka bahana banau
kahi dekhe na zamaana
kahi dekhe na zamaana raaja chori chori aaja
kabhi panghat pe aa ja, kabhi panghat pe aa ja
mere sapno ke raaja aa ja, aa ja
mere sapno ke raaja aa ja, aa ja
kabhi panghat pe aa ja, kabhi panghat pe aa ja))
Posted by : {AKANKSHA SHUKLA}
Kabhi Panghat Pe Aaja Video Song
Related Albums
Related Songs
Browse this topic: kabhi panghat pe aaja MP3 songs, kabhi panghat pe aaja lyrics, related albums and music archive results.


