kuch aur zamana kehta hai MP3 Song
About kuch aur zamana kehta hai MP3 Song
Looking for kuch aur zamana kehta hai? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.
Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ kuch aur zamana kehta haiCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Kuch Aur Zamana Kehta Hai Category / Artist: Meena Kapoor | ↧ Save As |
Kuch Aur Zamana Kehta Hai Song Lyrics
Song Lyrics Movie = Chhoti Chhoti Baatein (1965)
Singer = Meena Kapoor
Music Director = Anil Biswas
Song Lyricists = Shailendra
Mp3 Song Lyrics
((kuchh aur zamana kehta hai, kuchh aur hai zidd
mere dil ki
kuchh aur zamana kehta hai, kuchh aur hai zidd
mere dil ki
main baat zamane ki maanu, ya baat sunu apne
dil ki
kuchh aur zamana kehta hai...
duniya ne hame berahami se thukara jo diya,
achchha hi kiya
thukara jo diya, achchha hi kiya
naadan ham samajhe baithe the
naadan ham samajhe baithe the nibhati hai yaha
dil se dil ki
kuchh aur zamaana kehta hai...
inasaaf, muhabbat, sachchaayi
inasaaf, muhabbat, sachchaayi vo raham-o-qaram
ke dikhalaave
kuchh kehte zubaan sharmaati hai
kuchh kehte zubaan sharmaati hai puchho na
jalan mere dil ki
kuchh aur zamaana kehta hai...
go basti hai insaano ki insaan magar dhundhe na
mila
insaan magar dhundhe na mila
patthar ke buto se kya kije
patthar ke buto se kya kije fariyaad bhala tute
dil ki
kuchh aur zamana kehta hai, kuchh aur hai zidd
mere dil ki
main baat zamane ki maanu, ya baat sunu apne
dil ki
kuchh aur zamana kehta hai...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
Kuch Aur Zamana Kehta Hai Video Song
Related Albums
Related Songs
Browse this topic: kuch aur zamana kehta hai MP3 songs, kuch aur zamana kehta hai lyrics, related albums and music archive results.


